Monday, July 23, 2007

Kuch bhi......

Kuch bhi likh doTere bare me
kavita jaisa lagta hai………...


Kabhi dekha nahi khuda ko…
Na jane tera chehra kyun ,
khuda jaisa lagta hai……

Waqt chalta rahta hai hardamm…
Par lamha tere pas ruka sa lagta hai…..

Kayi bar dimag ne samajhane ki koshish ki..
Par dimag apni zid par ada sa lagta hai….

Jab choota hun tere liye likhi lineon ko …
Abhi paida hue kisi bachche ne………….
Ma ko kaha shuktiya sa lagta hai!

Mohabbat Ishq pyar
Sab kuch bada sasta sa lagta hai…
Koi kah de hum me khoon ka rishta hai..To bara achcha sa lagta hai!!!!!!!!

No comments: